Showing posts with label Bedardi Balma. Show all posts
Showing posts with label Bedardi Balma. Show all posts
Guitar Chords: Bedardi Balma Tujhko
Db
Bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai
Cm Db
Barasta hai jo aankho se woh sawan yad karta hai
------------------------------------------------
Db D
Kabhi ham sath guzre jin sajili rehgujaro se
Db D
Fiza ke bhes me girte hain ab patte chanaro se
Db
Yeh rahe yad karti hain, yeh gulshan yad karta hai
--------------------------------------------------
Db D
Koyi jhonka hawa ka jab mera aanchal udata hai
Db D
Guman hota hai jaise tu mera daman hilata hai
Db
Kabhi chuma tha jo tune woh daaman yad karta hai
------------------------------------------------
Db D
Woh hi hain jhil ke mandar woh hi kirno ki barsate
Db D
Jaha ham tum kiya karte the paharo pyar ki bate
Db D
Tujhe iss jheel ka kamosh darpan yad karta hai
Subscribe to:
Posts (Atom)