blog logo

Papa Kehte Hain Guitar Chords by Udit Narayan

Guitar Chords for the song Papa Kehte Hain by Udit Narayan from the film Qayamat Se Qayamat Tak.


C                     F                C               F
Papa kehte  hain bada nam karega, beta hamara aisa kam karega
C                     Am              F          G
Magar yeh toh koi na  jane, ke  meri  manzil hai kahan
-------------------------------------------------------
C                               F              G             C Am F
Baithe hain milke sab yar apne, sabake dilo me arman yeh hai 
C                               F                G
Woh zindagi  me kal kya banega, har ek nazar kaa sapna yeh hai
C                F                       C           G
Koi engineer ka  kam karega, business me koi apna nam karega
C                     Am              F          G
Magar yeh toh koi na  jane, kee meree manzil hai kahan
C                    F
Papa kehte hain bada nam karega
------------------------------------------------------ 
Mera toh sapna hai ek chehra, dekhe jo usko jhume bahar 
Gaalo me khiltei kaliyo ka mausam, ankho me jadu hontho me pyar
Banda yeh khubsurat kam karega, dil ki duniya me apna nam karega
Meri nazar se dekho toh yaro, kee meri manzil hai kahan
Papa kehte hain bada nam karega